Artists: Asees Kaur, Zain
Album: SAIYAAN
Released: 2022
Chaiyaan Mein Saiyaan Ki lyrics
Pee mohe dhun toone aisi lagai
Man mein kahin tori preet jagai
Akhiyan ve akhiyan nu kol bulawe
Aayi ve tore paas main aayi
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Mohe yun hi tu rakhna ji
Mohe yun hi tu rakhna ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ji
Sajna haan tore preet mein
Saaton janam bitana
Taras gaye the nain mere
Tere chehre ke is noor ko
Rab ne milaya hai humko
Phir rehna kahe door ko
Akhiyan ve akhiyan nu kol bula le
Aayi to more paas ve aayi
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Sajni yoon hi tu rehna ji Sajni yoon hi tu rehna ji
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Deen ilahi mera maan hai mahi
Main to sajda karoon unko
Harz ruwayi meri farz davayi meri
Ishq hua mujhko
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Chaiyaan mein tore saiyaan ki
Saiyaan ji